Guitar Chords with lyrics: Laree chootee | Dhoom| Call |
Album: Dhoom, Artist: Call
GUITAR CHORDSHINDI SONGS
5/6/20231 min read

Am F
kismat ka khel hai saara
C G
phirta tha main awaara
Am F G
ye kia se kiaa hogayaaa
Am F
char din ki zindgani
C G
har pal aik nai kahani
Am F G
kia tha main kia ban gaya
Am F
kya hua jo laari chooti
C G
jevan ki gari looti
Am F G
khuab hai to mujh ko na jaga
Am F
zindagi aik pal main saali
C G
yun palat gai hamari
Am F G
jhoot hai to mujh ko na bata
Am F
karlo jo bhi karna hai
C G
hota hai jo hona hai
Am F G
guzra toh pal yeh phir na aayega
Am F
kya bura hai kya bhala hai
C G
waqt hi shaayad khuda hai
Am F G
ho jaane do phir dekha jaayega
Am F
kya hua jo laari chooti
C G
jevan ki gari looti
Am F G
khuab hai to mujh ko na jaga
Am F
zindagi aik pal main saali
C G
yun palat gai hamari
Am F G
jhoot hai to mujh ko na bata